Chaand Raaton Meinn 2.0 Lyrics – Amarjeet Jaikar

Amarjeet Jaikar’s Chaand Raaton Meinn 2.0 Lyrics From Himesh Ke Dil Se The Album. The Song was sung by Amarjeet Jaikar. Lyrics and Music were provided by Himesh Reshammiya.

Chaand Raaton Meinn 2.0 Lyrics – Amarjeet Jaikar

Chaand Raaton Meinn 2.0 Song Details:

  • Song: Chaand Raaton Meinn 2.0
  • Album: Himesh Ke Dil Se The Album
  • Singer: Amarjeet Jaikar
  • Lyrics: Himesh Reshammiya
  • Music: Himesh Reshammiya

Chaand Raaton Meinn 2.0 Lyrics – Amarjeet Jaikar


"Chaand raat aayi hai
Bepanaah mohobbat laayi hai"

Chaand raaton meinn
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaaiya
Sahi jaaye na yaara judaaiya

Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai

Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya

Wo pehli pehli mulaqaat apni
Bhulegi na mujhko wo ek baat apni
Jab tune mujhse dabe labzon
Mein hi magar izhaar kiya tha

Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya

Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai

Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya

Tu hai patang aur main aasmaa tera
Tu heer meri aur main raanjhna tera
Aaja tu aaja meri jaanejana
Main hi to hoon jahaan tera

Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya

Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai

Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya


If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Previous
Next Post »

Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon