Mera Saaya Lyrics – Sachet-Parampara

Sachet-Parampara’s Mera Saaya Lyrics. The song artists are Sachet Tandon & Parampara Tandon. Lyrics were written by Irshad Kamil. The music was also provided by Sachet-Parampara. The Music Label is T-Series.

Mera Saaya Lyrics – Sachet-Parampara

Mera Saaya Song Details:

  • Song: Mera Saaya
  • Artists: Sachet Tandon & Parampara Tandon
  • Lyrics: Irshad Kamil
  • Music Composed & Arranged by: Sachet-Parampara
  • Music Label: T-Series

Mera Saaya Lyrics – Sachet-Parampara


Jitna dafa dekhun tujhe
Utni dafa ishq ho
Main kya karun mera agar
Har falsafa ishq ho

Haan baahon mein
Chahiye tu umar bhar
Jaadui sa humsafar baahon mein

Mera saaya tera hai hamnava
Main na chahun koyi tere siva

Ishq jiska naam hai
Paaglon ka kaam hai
Yeh hai zehar aur yahi
Jaam hai

Aagosh mein tu ho mere
Main hosh mein aaun na
Tu jannaton ka khwaab hai
Main chhod ke jaaun na

Tu dhoop ka tukda hai
Ya pariyon ka hai aaina
Tu khwahishon ka husn hai
Mere liye hai fanna

Baahein teri hai ghar mera
Main chhod ke jaaun na
Ek hona ishq mein
Ab aa gaya hai humko jaana

Yeh hai ishq-e-dariyan
Honslon ka khel hai yeh
Na jahan se kabhi yaariyan

Tera saaya mera hai hamnava
Main na chahun koyi tere siva

Maine teri baaton mein
Aise kho jaana
Kho jaata hai
Jaisa ke deewana

Mere bina tu kya
Tere bina main kya
Meri tu kahani
Tera main fasana

Ho aa raha hai pyar tujhpe
Vaar doonga yaar tujhpe
Do jahaan

Dekho toh tu rahe mujhmein jawan
Main rahun jaane kahan
Main kahaan

Mera saaya tera hai hamnava
Main na chahun koyi tere siva

Ishq jiska naam hai
Pagalon ka kaam hai
Yeh hai zehar aur yahi
Jaam hai


If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Previous
Next Post »

Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon