Lata Mangeshkar’s Meraa Dil Ye Pukaare Aa Jaa Lyrics From The Movie Nagin.
Meraa Dil Ye Pukaare Aa Jaa Song Details:
- Song: Meraa Dil Ye Pukaare Aa Jaa
- Movie: Nagin (1954)
- Singer: Lata Mangeshkar
- Lyrics: Rajinder Krishan
- Music Director: Hemant Kumar
Meraa Dil Ye Pukaare Aa Jaa – Nagin
Mera Dil Ye Pukaare Aa Jaa
Mere Gham Ke Sahaare Aa Jaa
Bhigaa Bhigaa Hai Sama
Aise Me Hai Tu Kahaan
Mera Dil Ye Pukaare Aa Jaa
Mere Gham Ke Sahaare Aa Jaa
Bhigaa Bhigaa Hai Sama
Aise Me Hai Tu Kahaan
Mera Dil Ye Pukaare Aajaa..
Tu Nahi To Ye Rut,
Ye Hawa Kya Karun, Kya Karun..
Tu Nahi To Ye Rut,
Ye Hawa Kya Karun
Dur Tujh Se Mai Rah Ke
Bataa Kya Karun Kya, Karun
Sunaa Sunaa Hai Jahaa
Ab Jaaun Mai Kahaan
Bas Itanaa Mujhe Samajhaa Jaa
Bhigaa Bhigaa Hai Sama
Aise Me Hai Tu Kahaan
Mera Dil Ye Pukaare Aa Jaa..
Aandhiyaan Wo Chali
Aashiyaa Lut Gaya, Lut Gaya
Aandhiyaan Wo Chali
Aashiyaa Lut Gaya
Pyaar Kaa Muskuraataa Jahaa
Lut Gaya, Lut Gaya
Ek Chhoti Si Jhalak
Mere Mitane Talak
O Chaand, O Chaand
Mere Dikhalaa Jaa..
Bhigaa Bhigaa Hai Sama
Aise Me Hai Tu Kahaan
Mera Dil Ye Pukaare Aa Jaa..
Muh Chupa Ke Meri Zindagi
Ro Rahi, Ro Rahi..
Muh Chupa Ke Meri Zindagi
Ro Rahi
Din Dhala Bhi Nahi,
Shaam Kyun Ho Rahi, Ho Rahi?
Teri Duniya Se Hum
Leke Chale Tera Gham
Dum Bhar Ke Liye Tu Aaja
Bhigaa Bhigaa Hai Sama
Aise Me Hai Tu Kahaan
Mera Dil Ye Pukaare Aa Jaa
Mere Gham Ke Sahaare Aa Jaa
Bhigaa Bhigaa Hai Sama
Aise Me Hai Tu Kahaan
Mera Dil Ye Pukaare Aa Jaa..
If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!

Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon