Self Made Lyrics - Paras Thakral

Paras Thakral’s Self Made Lyrics. The song was sung by Paras Thakral & Raj-V. Music was provided by Mr. Kz. Lyrics were written by Raj-V.

Self Made Lyrics - Paras Thakral

Self Made Song Details:

  • Song: Self Made
  • Singers: Paras Thakral, Raj-V
  • Music: Mr. Kz
  • Lyrics: Raj-V

Self Made Lyrics - Paras Thakral


“Bhai ye zindagi hain
Yaha sirf do or die chalta hain
Jyada wait karoge toh
Jo hath main hain wo bhi chala jayga

Kisine kaha hain ki
Sochne se kabhi shahar nahi mila karte
Manzeel ko paane ke liye
Chalna bhi padta hain”

Relxo ki chappal
Aur haath mein tha bag
Main sidha sadha ladka
Na koyi jaanta tha sweg

Pita ji ke adarsho mein
Chalaa main hamesha
Meri sangat chahe jaisi
Naa piya kabhi pegg

Mere sarpe tha junoon
Rehta dorta tha khoon
Tumhe to leni car bahi
Mujhe leni hain moon

Ekk waqt mere dad ne
Dihariyan lagayi
Ajj bete app kede papa
Gadiya kamayi

Mere maa ki bhi thi khushiya
Uss time kuch adhoori
Ajj app sabke sarrpe
Wo bhi kardi maine poori

Kayi nahi sath mere
Jaga raat raat main
Kam dhoop main bhi kiya
Kiya barsaat main

Tabhi mila mera pyaar
Bani sabse kareeb
Sath ussne na choda
Chahe tha main gareeb

Karti rehti thi motivate
Ki tu karke dikhayega
Kehte apna time aayega
Tu aapna time layega

Udasi wala din the
Abb khush khush raatein
Ye dor tere bhai ka
Abb apni aukaat hain

Shukriya tum sabb ka
Jinhone diya pyaar hain
Mere saath abb mera
YouTube parivaar hain

Mere saath abb mera
YouTube parivaar hain

Kab kaan se utari
Maa ne meri baaliya
Rang laayi mehnat dekho
Ajj bajti taaliya

Tune agar thaan lee
To kaam koyi bada nahi
Akele hi hain karna sab
Saath koyi hain khada nahi

Galtiya nikalneke
Logg sou aayenge
Karle jitne chalaki
Muh ki hi wo khayenge

Bass usiki baat hain
Niyat jiski saaf hain
Doobne na dega woh
Mera bhola mere saath hain

Sath mere team ka bhi
Dekho kaise chaya hun
Ekk doo nayi kayi baar
Tranding pe aaya hun

Nagative logo ko
Deta na jawab main
Main to bass rehta hun
Apne hi soubhaab main

Sabb diya maalik tune
Abb koyi kami nahi
Aane wala khushiya hain
Khushi abhi thami nahi

Aane wala khushiya hain
Khushi abhi thami nahi

Udasi wala din the
Abb khush khush raatein
Ye dor tere bhai ka
Abb apni aukaat hain

Shukriya tum sabb ka
Jinhone diya pyaar hain
Mere saath abb mera
YouTube parivaar hain

Mere saath abb mera
YouTube parivaar hain

“Iss baat ka ghamand nahi mujhe
Ki main tranding pe aaya
Buss iss baat ki khushi hain
Ki apne mujhe iss layak samjha
Aur itna pyaar diya

Aur haa agar zindagi main
Success hona hain toh
Apne feisele khudd lo”


If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Previous
Next Post »

Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon