Salman Ali’s Tumheinn Apna Banaana Hai Lyrics From Himesh Ke Dil Se The Album. The song was sung by Salman Ali. Lyrics and Music were provided by Himesh Reshammiya.
Tumheinn Apna Banaana Hai Song Details:
- Song: Tumheinn Apna Banaana Hai
- Album: Himesh Ke Dil Se The Album
- Singer: Salman Ali
- Lyrics: Himesh Reshammiya
- Music: Himesh Reshammiya
Tumheinn Apna Banaana Hai Lyrics – Salman Ali
“Naa din mein chain naa raat ko aaram
Subah sham bas tera hi naam”
Tumhe dil mein basana hai
Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumse ishq nibhana hai
Tumheinn apna banaana hai
Tumheinn apna banaana hai
Tere bina hai jeena mera hai bewajah
Meri aashiqui ka hai tu aasra
Aye yaara jabse tu hai mujhko mila
Bas teri yaadon ka hai silsila
Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe apna banaana hai
Woh teri meri mulaaqaton ka mausam
Jaata nahi hai mere dil se wo aalam
Banke nishani jal raha hai seene mein
Har pal tera ishq ae mere humdam
Tere vaaste hai meri arziyan
Hai tujhse hai meri saari manmarziyan
Tere hi liye meri sargosiyan
Tu karde mukkamal meri yaariyan
Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe apna banaana hai
Teri gali mein jabse duniya basaayi
Aankhon mein saagar nami dil pe hai chhayi
Bhujh na sakega teri yaadon ka laava
Saanson mein khusboo teri hai samaayi
Meri ye tadap yeh meri tishnagi
Hai tujhse hi abb toh meri bandgi
Zara jhaank ke dekh le dil mein tu
Nazar aayegi meri deewangi
Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banaana hai
Tumhe apna banaana hai
If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon